Faasla itna badhane ki Zarorat kya thi,
Tujhe mujhse rooth jane ki zaroorat kya thi...
Ab jo mujhse rooth k udaas rehte ho,
Apna haath Mujhse churhane ki zaroorat kyaa thi...
Duniya kab kisi ke gam ko apna gam samajhti hai,
Tujhe apna gam duniya ko dikhane ki zaroorat kya thi...
Main aaj tak is baat ko samajh nahi paaya,,,
Jab main saath tumhare tha,,,
To tumhe zamane ki zaroorat kya thi.
0 Comments