Wo ittefaq se humko mile ki hum ajnabi bhi rahe ar mulakaat bhi ho gyi…..
.
Usne din raat mujhe itna sataya ki nafrat bhi ho gyi aur mohhabat bhi ho gyi…..
.
Usne itni nazakat se mere hontho ko chuma ki roza bhi na tuta aur iftari bhi ho gyi……
.
Mat pucho unke pyar karne ka andazz kaisa hai….
.
.
.
Usne itni shiddat se seene se lagaya ki maut bhi aa gyi aur “JANNAT” bhi mil gyi…!
0 Comments